30-
teri aankhon ki ( main ) jo pite hai
bin piye ham to jhoom lette hai
bin piye ham to jhoom lette hai
chaand saa teraa jo, ye chehra he
is ko aankhoon se, chumm lete hai
sharm se laab nahi khulte tere mere
teri dharkan ki bat sunte hei
tum to karte nahi ho baat koi
hum khyaalo main bat karte hei
samne ate to, laab nahi khulte
baat ye dil ki dil se karte hei
kesi diwaangi, yaa mere khuda
tujh ko dharkan main apni sunte hei
baat ye dil ki, dil main rakhte hei
tujhpe hum jaa nisar karte hain
kehne se hii kyun bas darte hei
kehne se hii kyun bas darte hei
written by hameeda
ameer

No comments:
Post a Comment