8-
sunaa tha humne
logo se, ki chahat
dil jalaty he,
chahaat ho agar sachchi, to wo har pal rulaty he,

kabhi chahat mei, duniyaa, jahaa mil
jataa
he,
or kabhi umr-bhar ki, chahaat bhi haar jati he,
chahaat se milty duniya ko, khushiyaa hi khushiyaa,
chahaat pak dil ki ho, to duniyaa haar jaaty he,
kitne bhi shikwey-gile ho mehboob se apne tum ko,

nazar mehboob parr
padhty to sab kuch
bhool jate he,
dil mei hei aarzoo,
unhei bholadenge
abb hum,
magar jab samne aaye , to
sab kuch bhooll jate hei,
written by hameeda
ameer

No comments:
Post a Comment