26-
shab qadaar
ki ye raat aai he
barkatei bhi ye
saath laai he
aaj mangoge
jo duaa raab
se
qubool hone
ki ye raat
aai he
toobah karloo
tum gunaaho ki
raab se darne ki raat aai
he
ashq aankhon mei tum zaraa bharlo
tobaah karne
ki raat aai he
maaf karwalo.. tum gunaah
apne
raab se
darne ki
raat aai he
uski rehmaat
kaa naa hisaab
koi
dujaa uskaa naa jawaab
koi
us kaa jalwaa
to har nazaaraa
he
usne rachaa-ye
jahaan saraa he
be panaah pyaar ham ko kartaa
he
maaf wo baar-baar kartaa he
lakhoon karte hum gunaah jo-bhi
maaf wo baar-baar
kartaa he
jitnaa karte pyaar maa
or baap
unse zyaadaa wo pyaar kartaa he
uskaa koi nahi jawaab-e
jahaan
noor uskaa
he behisaab-e
jahaan
har nazaare mei ..shab ki galiyo
mei
chand taaro
mei,
phool kaliyoon mei
behte dharo mei, or chinaa ro mei
zarre-zarre mei dee
nishani
hei
aaj he duniyaa kall ye faani hei
ik din to
qayaamat aani hei
usne deady
kuch nishaani
hei
jo sabhi
ho rahaa he duniyaa mei
lagtaa nazdeek qayaamat aayi hei
( bibbo )
karty duaa sabhi ke liye
or sabhi ki duaaye paani
hei
writen by hameeda ameer

No comments:
Post a Comment