16-
sari duniyaa ko bhoolayaa,
sari duniyaa ko bhoolayaa,
tujhe bas yaad
kiyaa,
apni sansoo-n main,
apni sansoo-n main,
apni rooh main, abaad
kiyaa,
jinaa marnaa hi nahi,
jinaa marnaa hi nahi,
hamne tujhe har ik
paal main,
apni sansoo-n main,
apni sansoo-n main,
dharkan main bhi abaad kiyaa,
phir bhi tu pyaar hamein,
phir bhi tu pyaar hamein,
kyun naa kiyaa ham jesaa,
jabb ki shikwaa bhi naa ham ne,
jabb ki shikwaa bhi naa ham ne,
kabhi ik bar kiyaa,
tujhko khamoosh mohbbat ki qasam,
tujhko khamoosh mohbbat ki qasam,
ajaa ik baar bass mere balam,
pyaas bujhaa
de dil ki,
dil tadhaptaa he, mar-jaaye naa,
dil tadhaptaa he, mar-jaaye naa,
tere gum main hum
to snam,
aa bhi jaa rasme wafaa tu nibha,
aa bhi jaa rasme wafaa tu nibha,
dil ne tujhe bahutt
yaad kiyaa,
( bibbo ) karty he mohbbat,
( bibbo ) karty he mohbbat,
tujhe duniyaa
se alaag,
laajj rakhle tu mere ishq ki,
laajj rakhle tu mere ishq ki,
aa dil ne
ye faryaad kiyaa,
written by hameeda ameer
written by hameeda ameer

No comments:
Post a Comment