2-
Rasmaei
duniyaa hai, bhalaa kaise nibhate
wade,
Zoor chaltaa hi nahi, dil kaa jahaan ke aage,
Zoor chaltaa hi nahi, dil kaa jahaan ke aage,
Kaisaa ye pyaar he, kaisi haaye majboori,
Tere ho kar bhi nahi, tere kesi ye doori,
Koi to ham
ko bataa de
ki abb karein kyaa ham,
Zoorr chaltaa nahi abb to dil ke aage,
Zoorr chaltaa nahi abb to dil ke aage,
( Bibbo
) tu khuwaab naa wo deakh jo naa ho pure,
Raat ki neend ke sapne bhi kyaa huwe hain pure,
Raat ki neend ke sapne bhi kyaa huwe hain pure,
Written
by hameeda
ameer

No comments:
Post a Comment