5-
qadaam choomain
sadaan tere,
bulandi saari
duniyaan ki,
jahaan bhi tu
rahe khush ho,
wahaa khushiyaa hi khushiyaan hoon,
mere dil ki
duaa he ye,
meraa dil bhi
gwaahi deain,
zmaane main teraa bas naam,
unchaa or
bulandii ho,
written by hameeda ameer
No comments:
Post a Comment