1-
Oh mere
dil ke
tukde , mere chand he kahaan
Teri maa tadhap rahi he, teri yaad
mei yahaan
Oh mere laal,
meri aankh ke taare
Teri maa to zindaa he,
tery yaad
ke sahaare
Aawaaz deke mujh ko, ek baar tu bulaa
Oh mere laal tujh
ko, dhundu mei kahaan
Ek bar mere bête, ajaa
tu loat
kaar
Kardegi maaf
sari khatayei ye
teri maa
Aanchal mei apne tujh
ko chupalegi tery maa
Aajaa tu mere bête, bhatakta
he tu kahana
Dunia badi zalim
he
bchnaa sabhi se tu
Maa jesa tujh
ko
pyar milegaa wahan kahan
Meri duaayei
har pal tere sath --
sath hei
Kar ke tu ankhei
band pukarega
jab bhi maa
Har sans meri tujh ko deti he ye duwaa
Dunia mei tu jahan bhi ho khushiya
ho sab wahan
Written By Hameeda
Ameer

No comments:
Post a Comment