1-
Nafraroon mai
kabhi nahi jinaa,
Apne hathoon
zeher nahi pinaa,,,
Nafratoon main
jo loog jite
hai,
Apnaa khud
kaa sukoon khote
hai,,,
Apni khud
ki lgaai aag
mei wo,
Khud hi
ghut-ghut ke bas wo jite
hai,,,
Pyaar se
sab jahan main
baat karo,
Or
sab kaa tum
ahtraam karo,,,
Kam naa
hoogaa ye batne se
kabhi,
Aesi doollat kaa
karoo baar karo,,,
Khushiyaa dekar
sabhi ko ko pyaar karo,
Sary duniyaa
ko khush-gwaar karo,,,
Written by
hameeda ameer

No comments:
Post a Comment