38
na dukhanaa kabhi
tum maa-baap kaa
dil,
isse badaa koi
gunaah nahi hotaa,
na karnaa kaam wo
dil jismei na ho
razi,
binaa lagan ke
apnaa koi nahi
hotaa,
dil na lganaa
pardesi se bhule se bhi tum,
jisko kabhi tum
pa-naa sako,
rote rahooge yad
main umr bhar uski,
phir ye dil
apnaa nahi hotaa,
naa karnaa bewafai
jo dil se
chahe tumhein,
aesi chahaat ko
khokar umr bhar
he dil rotaa,,,
Written
by hameeda ameer

No comments:
Post a Comment