128
Mujhe
tery judaai ke,
ye din achche nahi
lagte,
Main abb din
raat
rooty hu,
ye gum
achche nahi lagte,
Chalaa
aa mere diwaane,
tery
yaadoon main jalty
hu,
Mujhe
tanhaa ye abb
jalnaa,
ye din
acha nahi lagte,
Swarty main nahi,
naahi
kahi bahar nikalty
hu,
Tere
bin mujhko, gharr baharr,
Ye abb achche
nahi lagte,
Mery
ye mang kehty
he,
Sjan abb
aake tu bharde,
Mujhe
sune mere ye
hath,
Ye abb achche
nahii lagte,
Mery sary sabhi
sakhiyaan,
Sjan ke
sang jaa bethi,
Mery
bhabhi mery dadi,
Mery abb maa bhi
kehty he,
Chali
jaa abb sjan ke
tu,
Ye
taane mujhe achche
nahi lagte,,,,,,
Writen By Hameeda
Bmeer

No comments:
Post a Comment