139
Moom banker
pigal gaye hum
to,
Teri suraat
pe mar gaye
hum to,
Ishq kyaa
cheez he zmane
main,
Tujh ko
chahaa, hui khabar
hum ko,
Tum milaate
nahi nzaar hum se,
Dil ki
chahaat, ye jan-gaye hum to,
Ku sabhi,
ishq main diwaane hain,
Tujhko chahaa,
hui khabar humko,
Tum wafaa
karo, na karo
hum se,
Hum karenge
wafaa,wadaa tumko,,,
Written
by hameeda ameer

No comments:
Post a Comment