141
mere mehboob tu aaj
ye wada karle,
bad marne ke banayega tu taj meraa,
mujhse es baat ka tu aaj ye wada karle,
tu banayega nayaa taj ye wadaa karle,
mene tujhe se he kiyaa pyar alag duniya se,
sari duniya se alag.. alag aaj ye wada karle,
jeete ji nam kiyaa hamne ishq-e duniya main,
baad marne ke ho naam ye wada karle,
mujh ko malum he ye wada nahi hogaa puraa,
aaj jhutaa hi sahi phirbhi tu ye wada karle,
Written by Hameeda Ameer
.gif)
No comments:
Post a Comment