114
Meraa wajood he, wo
meraa jahaan
hei,
Magar
is baat se, wo
aaj bhi anjaan
hei,
Ajab
khuwaab sjaaye, is pagal
dil
ne,
Masoom
dil tabeer-e khuwab
se anjaan hei,
Dil
uski qead mei
kuch is tarhaa
he ye,
Wo Jism
meraa he, wo mery bas jaa hei,,,
written by
hameeda ameer
No comments:
Post a Comment