Kyun aaj tlash kar rahaa he aainaa mujhko
Kyun aaj tlash kar rahaa he aainaa mujhko,
Mein khud main aaj tujhko dekhti hoon,
Bhtakgai thi kuch din ko teri chahatt main,
Abb to khud main hi, main
khud ko dekhti hoon,
Meri dharkan bnaa tha tu, or mein tera sayaa,
Magar naa aaj main tujh main, khud ko dekhti hoon,
Ajeeb ishq huaa tha mujhe bhi tujh se snam,
Jahaan dekh liyaa, magar na aesaa dekhti hoon,
Aaj bhi dil se dharkan se tu door nahii,
Main aaj bhi har she main sirf tujhko dekhti hoon,
Written by hameeda ameer
No comments:
Post a Comment