Ku ishq ke maroon ka,dushman ye zmanaa hein,
Ku ishq ke maroon ka,dushman ye zmanaa hein,
ashqoon ko Pikar bhi , ilzaam--uthanaa hein,
ku
dil ka Khilona hain, Taqdeer ke haton mein,
abb unko
bhulaanaa hein, ye-bhi to bahanaa hein,
Zakhmoon ko seete
hain, khamoosh hi jite
hain,
Chehre ki udasi
ko, tabassum se chipanaa
hein,
Tum bholl gaye hum ko, hum bholl
gaye tum ko,
Jhuti ye tasalli he,
jhotaa ye bahanaa hain,
He ishq agar sachchaa,
doori nahi phir
koii,
Dharkan ye tumhari he,
aaina dil ye tumharaa hein,,,
written by hameeda ameer
No comments:
Post a Comment