74 -
kyun aaj ro rahe hei, tery
yaad
mei sanaam,
tu loott ke naa ayegaa, ye jante hei ham,
duniyaa badi zalim he,
zalim badi sanam,
dunia ke aage
chali kahaa, dil ki kabhi qalaam,
tum bhool jaao mujh
ko, mei
bhi tum hei
bhuladoon,
duniyaa ko he gar panaa,
ye wadaa karein sanam,
tu door he yaa paas, dil mein mere rahegaa,
hei teraa mera rishtaa, ye paak jo sanaam,
( bibbo ) tadhap rahi
he kyun aaj is tarhaan,
wo bewafaa
tha jisko, tune kahaa sanam,
writen by hameeda
ameer

No comments:
Post a Comment