73
–
Kaisi duniyan
ho
gai kaisaa zamanaa ho gaya,
Dil nahi lagtaa meraa kesa jahan ye ho gaya…!
Dil nahi lagtaa meraa kesa jahan ye ho gaya…!
Kisko samjhei
apnaa yahaa, koi bhi apna abb nahi,
In sabhi ke beech dam gutta hai ye kyaa hogya…!
In sabhi ke beech dam gutta hai ye kyaa hogya…!
Aaise jine se to behtar aaj lagti moot he,
Aaj Duniyaa mei Mohabbat ka nishan
kyun kho gya....'
wriren by hameeda ameer

No comments:
Post a Comment