28-
mery chahat kaa,
kabhi to silaa
diyaa hotaa,
ik nazar pyaar ki
dalte, tumharaa kya
chalaa jataa,,,
apne dil mei
thory jagha tum dedete, tumhara kyaa chala
jata,
dil ko thory khushi
mil-jaati, tumharaa kya chalaa
jataa,
ye zindagi ki kitaabb,
ik khaali koraa
kagaz thi,
naam iss par jo apna
likhdete, tumhara kya
chalaa jataa,,,
hatho ki lakeero
mei, tumharaa naam talaash
karte hain,
ik teri haa se ye
sab mumkin tha,
tumhara kya chala
jataa,
written by hameeda
ameer
No comments:
Post a Comment