8 –
laab tabassum hain dil ye rotaa he,
kyun mohabbat
main aesaa hotaa he,,,
chenn ki neend koi sootaa he,
shabb ki tanhaai koi rootaa
he,,,
beqaraary ajeeb chaahat ki,
jis-kaa-koi dawaa naa hotaa he,,,
sunlo tum ye samjh loo meri sadaa,
ishq hotaa to jag ye khootaa he,,,
duniyaa lagty
he phir
praai ye,
ishq jab ye kisi ko hotaa he,,,
( bibbo ) ki baat man lenaa
sabhi,
ishq naa karnaa, ye to
dhokaa he,,,
written by hameeda ameer

No comments:
Post a Comment