9 -
masoom
mery chahaat ka, bas itnaa
fsanaa hain,
Kagaz ki
kashty he, us paar
bhi janaa hain,
Diwaani mohabbat he,
zalim ye zmanaa
hain,
Wadaa jo kiyaa
mene, wo phir
bhi,
nibha-naa hain,
Kagaaz ki
kashty he, uspaar bhi
janaa hain,
Dastoor-e fawaa hum ko,
har haal nibhaa naa hain,
Malum
nahi hum ko,
anjaam mohabbat kaa,
Bas ishq ki khaatir ( bibbo ) hasty ko
mitaa naa hain,
Writen by hameeda
ameer

No comments:
Post a Comment