1 -
Lenaa-naa
bhool kar bhee, gareeboo-n
ki badduaa,
Khalee kabhi na jaaty,
gareeboo-n ki badduaa,
Dil naa
dukhanaa, bhool kar maa-baap kaa
kabhi
jaty,
nahi hain Khali
kabhi, maa ki dee duaa,
rehna sabhi
se
pyaar se, duniyaa
main mere bhai,
dil
ko dukhaa ke tum, kabhii lenaa na badduaa,
ghar ke hoon
loog, chahe, wo
gerr kyun naa
hoon,
denaa khushi sabhi
ko, bas lenaa
tum duaa,,,,,,
Written by hameeda
ameer

BHUT KHOOB SAHI KAHA AAP NEIN. Es tasveer ko dekh ker ek waqia yad aa gia. ek shakhs Hazoor S. A. W .A. S. ki kidmat mein peysh hua kaha mein nein apni Maan ko jo zaeez hey apney kandhey per betha ker Haj kraya hey
ReplyDeletekia mein nein haq ada ker dea tu piarey Nabi nein farmaya tu Maan ki ek rat ka Haq bhi ada nahein kar saka . TU MAAN KA ETNA DARJA HEY BAD NASEEB HEIN WOH LOG JIN KI MAAM ZINDA HO AOR WOH OS KI KHIDMAT MEIN LAPARWAHI KREIN.