128
Kitnaa hai pyaar
tujhse, kese yakee dilaayein
hum,
dil ki
is tarap ko, kese
tujhe btaayei hum,
Hum jante hai
yebhi,,,,,,,, tum ho nahi hmare,
bas mai nahi ye dil,
kese ise samjhayei hum,
Tere gum mai barsi aankhein, meraa dil tarap rahaa he,
Tum jan
ho hmari, kese
tumhei btaayei hum,
Written by hameeda
ameer

No comments:
Post a Comment