68 –
kesaa ye pyaar he,
mere khuda mujhko bataa,
kesi diwaangi
he ye, mujhe kuch
to bataa
ashq milte hai
chahat mei sabhi ko
kyun
ya mile mujhe
ko hi khali, mujhe etnaa tu
bataa
bewafai kyun mili pyaar mei,
mujh ko hi
mujh ko hi gam
kyun mile pyaar mei, bas ye tu bataa
phir bhi yusi ko pyaar kartaa ye dil aaj
bhi kyun
raaz ye kya he,
mere khuda mujhe kuch
to btaa,
muje ye khud hi nahi he pataa , kuch
tuhi bata
kyun samajh payaa nahi,
wo mujhe bas etnaa bataa
written by hameeda ameer

No comments:
Post a Comment