66 -
kartaa tha dil jis kaa sadio se
entzaar
man chahaa mil gayaa, ham ko wo apna
pyaar
jab samne ayaa to wo
jaan ban gaya
jis ki talaash thi, wo ham ko mil
gaaye
sadio ke entzaar ka phal ham ko mil gaya
ham ko wo mil
gayaa, jo manga tha
dildaar,
sadio ki ebaadat
kaa silaa, ham ko mil gaya
dil ko jo mil gayaa
wo man chahaa
teraa pyaar,
ab na khuda se
shikwaa,
na he jahan se ka dar
jab paa liya (BIBBO ) NE man chaha teraa pyaar
written by hameeda ameer

No comments:
Post a Comment