10 –
itnaa kyun
pyaar tum jataate
ho,
kyun mere hoosle
bdhaate ho,
pyaar jo tum
se ho gayaa
he snaam,
aake
nazdeek, door jate
ho,
khud ko kehhte
the meraa diwaana,
aaj daman wafaa
bachaate ho,
pyaar mai karr ke
hum ko diwanaa,
hooshmei
aaj khud kyun
aate ho,
khaai thi tumne
jo kabhi qasmei,
aaj
qasmoon ko kyun bhoolate
ho,
marnaa jayei hum teri
chahaat main,
itnaa kyun hum ko… aazmate
ho,
witten by hameeda
ameer

No comments:
Post a Comment