9-
ishq main jal gayaa, mit gayaa parwanaa,
Shmma khamoosh
rahi kuch naa
kahaa,
khud bhi jalty rahi mitty rahi,
ashqk khamoosh bahaaye.. or kuch
naa kahaa,
deke duniyaa ko ujalaa, shab mei,
khud hi.. khamoosh jail, kuch
naa kahaa,
naam parwaane
kaa.. zyaada zmane ne
liyaa
pehle shamma hi jali...bad
mei parwaanaa jalaa
writen by hameeda ameer

No comments:
Post a Comment