5 -
he koon saa
ye jahaan, aaj
jahaan tu layaa,
naa koi gum, naa dard kaa he koi sayaa,,,
naa koi gum, naa dard kaa he koi sayaa,,,
jahaa bhi daalyun nazar, phool or baharei hei,
nahi hei door talak ab khizaa kaa koi sayaa,,,
dil to kartaa he lutaa dyun ye zindgaani main,
padaa he pyaar kaa, dil par jab se teraa sayaa,,,
dil meraa mangtaa duaa ab ye mere sanaam,
zindgi bhar rahe dil pe ye bass teraa sayaa,,,
writen by hameeda
ameer

No comments:
Post a Comment