17
Guzraa hmaraa har par,
yehi aarzoo liye,
Shayad kabhi tu hum se mile, dard-e-dil
liye,
Ummeed par hi bas tery
hum umr jiye,
Ki humne bas
wafayei shikwe nahii kiye,
Duniyaa bhulaadi ishq main tujh ko nahi kahaa,
Chaheinge umr bhar
tujhe, wade nahi kiye,
Writen by hameeda
ameer
No comments:
Post a Comment