50 -
Dil to kartaa tha ye sadiyon
se ibaadat teri,
Tujh se hi pyar chipate rahe, ye hayaa thi meri,
Har duaa main tujhe milne ki, bas duayei ki,
Kyun nahi tujh se kahaa, keasi prattish meri,
Kyun nahi tujh se kahaa, keasi prattish meri,
Dil ki baton
ko sadaan, dil main dabaa kar rakkhaa,
Jaan he tu, naa ye kehh paaye, anaa thi meri,
Jaan he tu, naa ye kehh paaye, anaa thi meri,
Pyaar kab ishq banaa, ye khbar naa
huyi humko,
Tune thukraa diyaa, haaye kyaa ye qismat meri,
Tune thukraa diyaa, haaye kyaa ye qismat meri,
( Bibbo ) kyun pyaar
kiyaa
tune ik insaan se,
Jis-main hoty nahi wafaa, kyaa ye kismat teri,
Jis-main hoty nahi wafaa, kyaa ye kismat teri,

No comments:
Post a Comment