Dard or dukh se, bhari teri duniyaan,
51 –
Dard or dukh se, bhari teri
duniyaan,
Bhook or
piyaas se, ye mar-rahi teri duniyaa,
Aaj majbur he kitnii buddhi maa,
Us….. ko thukraa
rahi teri duniyaan,
Baap – bête or bhai – behn,
Naf – rattei
palti teri duniyaa,
Aaj lagtaa nahi kuch bhi achcha,
Dil se patthar
baani teri duniyaa,
Pyaar jazbaat or khuddari,
Daau par sab lagaa
rahi
duniyaa,
Bhej duniyaa
main
tu
ik masiha ( khuda
)
Jo saware yaa rabb, tery
ye duniya,
Written by hameeda
ameer
No comments:
Post a Comment