6 -
Dil
se Mitne Ki
nahi Cheez, ye hooty yaadein,
Umr bhar Samhal kar
rakhne ki, cheez ye hooty yaadein,
Kabhi-kabhi lagtaa hum
bhool gaye hain unko,
Magar sachche
ishq ki buniyaad ,,, ye hooty yaadein,
Tum jise
pyaar karoo usse
dagaa matt karnaa,
Door rehkar bhi
sdaan zindaa, ye rehty yaadein,
Writen by hameeda
ammer

No comments:
Post a Comment