5 -
dharak na kaam he dil kaa, ye dharkan tum ne hi di he,
mohabbat naam he is kaa, jo tumne bekali di he,
zamane bhar ki baton kaa na abb ham se sabbab puncho,
guzaare kese din-ratein tumhare bin ye bas punchoo,
mohabbat tum ko karte hain magar kehne se darte hain,
khyaalon main magar teraa, hum deedaar karte hain,
jab tum samne ate, nigaahei chaar karte hain,
hamare dil pe kyaa beeti wo kehne sehi darte hain,
jigaar main tees dil main dard, ham to aahain bharte hain,
ye kesaa ishq he meraa, ye kesaa dil lagayaa he,
jis zaalim ne tadhpayaa, yusi ko piyaar karte hain,
tumharaa naam le-le kar kati ye umr saari,
naa tum aye naa yaad-e dil ne daman ko hi choraa he,
tum hare pyaar ne ham ko, kahi kaa bhi naa choraa he,
kyun phir bhi dil ne, ummeede ye daman ko na choraa he,
tumhare pyaar ne ham ko, kahi ka bhi na chodha he,
millee khushiaa hain kam, yaad ne har pal rulaaya he,
magar phir bhi ussi zaalim pe ham ko pyaar ayaa he,

written by hameeda ameer

No comments:
Post a Comment