22 -
darde dil un se
jab chipayaa gayaa,
aankh royi, na
kuch btaayaa gayaa,
na karenge
kabhi mohabbat
ham,
ham sadaan
yehi baat kehte the,
saamne jab wo aagayaa zaalim,
dil naa ham se, ye bachayaa
gayaa,
na khabaar
thi kyaa ishq
hotaa he,
kyaa mohabbat
ka dard hootaa he,
kyun sabhi pyaar karte duniyaa
main,
tujhko chahaa
to ye samjh
ayaa,
aatish-e ishq
se kyun mere khudaa,
apnaa damaan na, ye
bachayaa gayaa,
writen by
hameeda ameer
.jpg)
No comments:
Post a Comment