3-
Chaand ko jab-bhi tum dekhoo,
Yaad humein bhi, kar lenaa,,,
Bahutt staaye yaad hmary,
Dil qaboo main karr lenaa,,,
Neend naa aaye aankh
hoon nam,
Baar -baar
aankhiyaa hoon
nam,
Dil milne ko
bahut hi tarse,
Dil pe jab
naa ho koi zoorr,,,
Dil ho jaye
jab be-zoor,
Choor pardes tum loott aanaa,,
Dil ki bat naa thuk-ranaa,
Ye pagal si mery
mohabbat,
Yaad bas karke,
loott
anaa,
Mere balaam bas
loott anaa,
Lott ke wapaas naa janaa,
Roty choorr ke
matt janaa,
Mere balam tum aajaa-naa,
Lott ke wapaas
naa janaa,
Written by hameeda
ameer

No comments:
Post a Comment