4 -
Chenn ki neend
aaj so gaye (
RAJESH JI )
Sare dukh
dard aaj khoo
gaye ( RAJESH JI )
Zindaa jab tak
rahe, gamoon main jiye
Gumoon se
door ho gaye
aaj, ( RAJESH JI )
Aaj dukh
se, jahaa se
tum choote,,,,
Dard bahut bharri
tha tum-haraa, (RAJESH JI )
Tum ko duniyaa
ne kitnaa tarpayaa
Uff na tum
ne kiyaa kabhi ku (
RAJESH JI )
Yaad kar ke wo ro rahi
aankhein…..
Kitne dukh dard
uthaaye tum ( RAJESH JI )
Choor dukh-dard ki aaj ye
duniyaan
Apne asli ghar
gaye, aaj tum (
RAJESH JI )
Written by hameeda ameer

No comments:
Post a Comment