22
Bewafai
kaa kyun ilzaam
lgaate ho hamei,
Bewafaa ,
kon hai, ye punchloo apne
dil se,
Ham ne to pyaar
kiyaa, Taa-Umr tujhko
mere sanam ,
Kitni
diwangi thi kabhi, ye punchloo dil se,
Jism
meraa tha, tu rooh
ban.gyaa thaa sanam,
Isse
zyadaa, or kyaa
main kahoon ab tujh se,
( Bibbo ) diwaani bani
phirty he, teri chahat
main,
Tere dil main nahi
chahat, tu kyun punche
mujh se,
Pyaar
miltaa nahi mange
se kabhi bhi sunloo,
Qismaatoo-n se
ye milaa kartaa
he punchoo sab se,
Writen By
Hameeda ameer

No comments:
Post a Comment