23
Barkatoo kaa ye mahinaa
hai,
Abb-to
ramzaan sab ko
rakhnaa hai.
Apne
raab se duaa
ye mangeingey,
Rehm
duniyaa pe, sab
pe karnaa hai,
Koi
chootaa- badaa naa duniyaa
mein,
Saare
bande us khudaa
ke hain.
Ik
ho kar rahein sabhi abb
hum,
Pyaar
ek dusre ko
karnaa hai,
Dil
se sab nafratein
mitaani hei,
Eid parr gale
sabhi se mil-naa
hai,
Aoo wadaa karei
hum mil-kar,
rehm
duniyaa pe, sabb-pe
karnaa hai,
Writen By Hameeda ameer

No comments:
Post a Comment