aataa he nzaar jo, wo
sabhi sach
to nahi hotaa,,,
hur khush
haal insaan, andar se khush
to nahi hotaa,,,
dard ko
kuch log, muskurahaat main
chipaa lete hai,,,
haqeekat main jinkaa,
apnaa koi ghar
nahi hotaa,,,
zindagi sary
guzaar jaty he,,,
bass rote – rote,,,
dostoo-n tak,
unke hal-e -dil ka, kuch khabar
nahii hotaa,,,
jurm he
zyaada bhi sachchai
se jinaa yahaa-n yaroo,,,
zyadaa sach
bolnaa bhi ,,, ( bibbo
)aksar achcha
nahi hotaa,,,
writen
by hameeda
ameer

No comments:
Post a Comment