Tarap uthaa
he ye dil aaj phir se jane kyun,
Wo yaad aayaa
bahutt phir-se aaj jane kyun,
Ajeeb she he ye ishq bhi is duniaa main,
Wo choor
mujhko gyaa wohi yad aayaa kyun,
Wo khush
rahe bas dil duaa ye detaa he,
Wo dil se jataa nahi mere aaj bhi jane kyun,
Written by hameeda
ameer
No comments:
Post a Comment