Is Dil k chahne se,koi apnaa to nahii hotaa,
Is Dil k chahne se, koi apnaa to nahii
hotaa,
kisi ko
tutke chahne se,koi apnaa to
nahi hotaa,
Dil ye
ronaa bhi chahe, koi ku ro
nahii saktaa,
dil
k raaz khuljayenaa, sab ko dar yehii hotaa,
Written by Hameeda
Ameer
No comments:
Post a Comment