Rooz nahayaa, kapre
badle, Dil ko kiaa Na saaf,
Karle bande, yaad
khuda ko, Karle niyaat saaff,
Dil se batei kuchh pal
karle, Ginti gunaah ki khud tu karle,
Kiyaa kyaa tune is
jiwan main, Hisaab tu Rab karle,
Rooz nahayaa, kapre badle, Dil
ko kiaa Na saaf,
Rokar kuchch tanhai main tu, Rab ko razii karle,
Rab razii to jag razii
ye, tu Minnat raab se karle,
Saf tu dil ko karle
itnaa, dil ko pak tu karle,
Waqt he
aaj smahaljaa bande, Nekii bas tu
karle,,,,,,,,,
Written
by Hameeda Ameer

No comments:
Post a Comment