Dil ki duniaa ye
Khamosh thi,
Door takk kahin koi
apnaa na tha,
Dil ki duniaa thi,
or sirf hum they,
Or door tak koi,
sayaa nahi thaa,
Dil ki duniaa main
jab tum aaye,
To ye ahsas huaa
mujhe ( bibbo )
Aaj tak ye sayaa bhi to apnaa,
apnaa hokar apna nahi
tha,,,,,,,,,,
Written by hameeda
ameer
No comments:
Post a Comment