Thursday, June 12, 2014
Kitni pyari hain, ye teri, do aankhein,
Kitni pyari hain, ye teri,
masoom si do aankhein,
Kitnii batein bolti
hain,
qatil teri ye do
aankhein,
Jheel jesi gehri
hain,
meri jan ye teri
do aankhein,
Raaz dil ke ye tere khoolti,
Meri Jan ye teri do aankhein,
Doob gyaa in main, main,
Or meraa diwanaa dil,
Jadoo kargai
mujh-parr,
Qatil ye tumhari do aankhein,
Qedd kar liyaa mere dil
ko,
Seep-mooti si ye teri do aankhein,
Sari duniyaa se
ajnabii bnati mujhko,
Meri jan teri ye
qatill do aankhein,
written by hameeda ameer
Subscribe to:
Post Comments (Atom)

No comments:
Post a Comment