48 –
Kyun na raas aayi,
kabhi rasme wafaa hi ham
ko,
dil tujhe deke, gum hi kyun mile hai hamko,
kyun tujhe pyaar, phir bhi karte hain,
dil tujhe deke, gum hi kyun mile hai hamko,
kyun tujhe pyaar, phir bhi karte hain,
jab ki naa chen milaa, ik pal bhi humko,
log to piyar main haste hei, kabhi rote hei,
kyun sadan piyar mei, roye tarpe humto,
gum jo tune ye hijr ke diye, hum sehh naa sake,
yad mei tadhpe sadaan, gum mei jiye hain, hamto,
kyun teri chah mei ummid mei, phirbhi zindaa hei,
jabki malum he tu loat ke naa ayegaa humko,
( bibbo ) kis aas pe, ummid pe, tu zindaa he,
khuwab to khuwaab hei pure huwe kya, koi btade humko,
written by hameeda ameer

No comments:
Post a Comment