25 –
kyun ishq ko duniya mei banaya he
khudaya
Hansto ko mohabbat ne rulaya he khudaya
ik pall ko bhi naa chen mile dil ki lagi mei
Ye kesa roog he, jo
banayaa he khudayaa
kyun aaj ro-rahe hei yaad mei uski
Tu bhejde
usko bas mere khudayaa
Kyaa pyaar mei milte hei sbhi ko yunhi
gum
( bibbo ) ki
hi kismaat mei hei , ya mere khudayaa
Aankhoon mei jab nahi tha koi chehraa bsaa huwa
Kitne the achche
din wo mere khudaya
Dil chahe bhi ab laakh bhola
naa use mera
Dil pe nhi he, zoor kyun mere khudaya
Marnaa bhi jo chaahei,
to nikle nahii
ye
dam
Mashooq ke binaa kyun (
bibbo ) ka khudaya
Written by Hameeda
Ameer

No comments:
Post a Comment