106
Kyun hansi
khel smjhte hain
lganaa dil kaa,
Kyun mohabbat
ko ye badnam kiyaa
karte hain,
Log jo
pyaar ka dam
bharte hain is
duniyaa main,
Wahi log
hain jo pyar
ko badnaam kiyaa
karte hain
Dil lagi
karte hain ye
pyaar main dil
waloo se
Kitnaa nazuk
he ye shishaye
dil, kahaa ye
darte hain
Pyaar to
pyaar he, ye
byoopar nahii hosaktaa
Koi samjhaye,
unhain, jo bayopaar
kiyaa karte hain,
Written
by hameeda ameer

No comments:
Post a Comment