23-
Kitni Dilkash
teri
ye Aankhei
hai
In mei basti
he har khushi meri
Teri aankhoon main doob kar saajan
Mil gaai mujhko har khushi
meri
Teri bahoon kaa mila sahaaraa
he
Gum se ubhraa ye dil hmaraa he
Jabse dil main tujhe bsayaa he
Har taraf teraa sirf sayaa he
Tum jo aaye ho zindagi
mei mery
Aesaa lagtaa jahaa ye payaa he
Jabse aaye ho meri
duniyaa
main
Meraa Har gum -se
ab kinaaraa he
Khubsurti-ne tery
lootaa he
lagtaa saraa jahaan ye jhootaa
he
kyaa gazaab ki teri jawaani
he
aesaa lagtaa
ye behtaa paani
hain
is-ne imaan….
meraa lootaa he
sari duniyaa
se dil chootaa
main
writen by hameeda
ameer

No comments:
Post a Comment