15 -
kitni be-noor he, zindagi tu dekh to maa,
tu chip gaai kahaa, tujhe
dhundu
main kahaa,
aankhei mery hei, in main sapne
tere hain maa,
tu nazaar
aaye, jahaa bhi dekhun mery
pyaari maa,
jab bhi mei
tuttaa
taraa.. aasmaan dekhun,
tere
deedar ki hasraat
liye, wo dekhun maa,
tery
aankhoo ke, wo
ashq yaad aayei mujhe,
jab bhi hoty hui,
behaal si
barish dekhoon
mai maa,
mujh ko ab koi zaruraat nahi,
maal or duniyaan ki,
tujh ko
jab
mangte duaa main
dekhoon maa,
tery banhoo main hei
jannat mery, pyaary maa,
good mil jaaye tery, phir naa jahaan
dekhyun maa,
writen By Hameeda Ameer

No comments:
Post a Comment