5 -
kitne masoom hei,
ye choote bachche,
inke dil saaf hei,
is liye ye hain achche,
khud ko
bhi achcha garr
bnanaa hain tumhei,
apne dil tum
banaa-loo
saf or sachche,
zindagi jiyo jee bhar
ke,,, har hal mei tum,
din chahe
bure hoon, chahe hoon achche,
gumoon mei
jo sadaan muskraate hain,
wohi kamyaab
hai, wohi loog
bas hain achche,
written by hameeda ameer

No comments:
Post a Comment