2 -
Kitne Dil Kash Hansi
Nzaare Hai,
Tere Bin Lagte pheeke Saare Hei,
Tere Bin Lagte pheeke Saare Hei,
Aag Ye Bangai He Purwaai,
Mujh Ko Bhate Naa ye Nazaare Hei,
Mujh Ko Bhate Naa ye Nazaare Hei,
Ab To Tum Loat Ke Chale Aao,
Dil TumHei De Rahaa Sdayein ye,
Dil TumHei De Rahaa Sdayein ye,
Dil Jo Tarfaa To
Aankh Rooi
He,
Sath Ye Aasmaa Bhi Royaa He,
Sath Ye Aasmaa Bhi Royaa He,
Shab Nabhi Raat
Bangai He Sazaa,
Ab To Ajaa Chalaa Bhi Aa Tu yahaa,
Ab To Ajaa Chalaa Bhi Aa Tu yahaa,
Kuch Bhi Bhataa
Nahi Tere Bin abb,
Zindgi Bangayi ye Mataam hai,
Zindgi Bangayi ye Mataam hai,
( Bibbo
) Kyun
Ro Rahi He
Tu Tanhaa,
Be-Asar Jab Ye Teri Aahein Hei,,,
Be-Asar Jab Ye Teri Aahein Hei,,,
Written by hameeda
ameer

No comments:
Post a Comment